Thursday, November 19, 2015

samandar ko nadiya ka roop na dena

Copy pasted from fb memories -->


shayari ko zasbaato ka naam na dena .. jo
Bayan ho jaae shabdo se us gehrai ka ilzaam na dena.. ek adhuri aas ka aankho me likha paigam na kehna.. jo gum ho jaae suraj ke aate hi us sehre ka chand na kehna .. Bandh sake jo ankho se shabdo ki dor me un alfaso ko pyaar ka naam na dena.. ehsaas k samandar ko nadiya na roop na dena ..  (last line zyada ho gya kya :P )